Kishore Kumar – Ek Ajnabee Hasina Se tab

Chords:
Transpose:
Ek ajnabii hasinaa se

F# B C#7 F# 
ek ajanabii, hasiinaa se, yuu.N mulaakaat, ho ga_ii
F# B C#7 F#
phir kyaa huaa, ye naa puuchho, kuchh aisii baat, ho ga_ii

ek ajanabii ...


F# Abm
vo achaanak aa ga_ii, yuu.N nazar ke saamane
Ab C# F#
jaise nikal aayaa ghaTaa se chaa.Nd
B C# F#
chehare pe zulfe.n, bikharii huii thii.n
B C# F# B F#
din me.n raat ho ga_ii

ek ajanabii ...


F# Abm
jaan\-e\-man jaan\-e\-jigar, hotaa mai.n shaayar agar
Ab C# F#
kahataa Gazal terii adaao.n par
B C# F#
mai.n ne ye kahaa to, mujhase Kafaa vo
B C# F# B F#
jaan\-e\-hayaat ho ga_ii

ek ajanabii ...


F# Abm
khuubasuurat baat ye, chaar pal kaa saath ye
Ab C# F#
saarii umar mujhako rahegaa yaad
B C# F#
mai.n akelaa thaa magar, ban ga_ii vo hamasafar
B C# F# B F#
vo mere saath ho ga_ii

ek ajanabii ...
Please rate this tab:
x1.0