Dream Note – Waqt Ki Baatein chords

Chords:
Transpose:
[Intro]
C Em F G

[Verse]
CMaana dil dara dara hai
EmToota ye zara zara hai
F GDil ke iss bhavandar ko
C EmTheher jaane do
[Interlude] F G
CHonth ye zara sile hai
EmKhamoshi ke silsile hai
Dm GRaat thodi gehri hai
C EmSeher aane do
[Interlude] F G C Em F G
AmToh kya hua jo toota
F GAaj sapna ye tera
Am FToh kya hua jo aaj koi apna na mila
F DmKabhi toh poora hoga ye chahaton ka ghar
F Dm GKabhi toh mil hi jaayega tujhko humsafar
CTujhme na kami koi hai
CBas tera ye din bura hai
FWaqt ki baatein hai
G C EmInhe guzar jaane do
[Interlude] C F G C Em F G C Em F G [Verse]
AmToh kya hua jo badla wo
F GJo kehta tha yehi
AmBadal bhi jaaye duniya
F GMain rahunga bas wahi
FMagar jahan zaroorat thi
DmWoh raha nahi
FSaath ka toh chorro
Dm GKhayal tak nahi
CJaane do jo jaa chuka hai
CKaun kab kahan ruka hai
FBaatein ye fizul hai
G CInhe bhool jaane do
F G F C Em Am Dm Gm Em
FAndhero me hi rehne
EmKe faisle kiye
FToh roshni me aake
EmMann kahan lage
AmHai itni baar toota yakeen apno se
DmToh aitbaar kispe
EmNazar ye phir kare
FTu muskurana chahe
EmToh darne lagta hai
DmKahin nazar teri
EmKhushi ko na lage
AmKisi pe aana chahe
EmToh kaise aaye dil
DmYe phir se tootne ke
EmKhayal se daree
G DDaree ee
CDaree
[Outro] A Em F
Please rate this tab:
x1.0